Sarwnam
Sarwanam ki paribhasha, bhed or udaharn
Sarwanam
ki paribhasha:
Sarwanam
ka arth hota hai- sab ka
nam. Jo sabd sangy ke namo ki jadah pryukt hote hai use sarwanam kahate hai.
Athart sangy ke sthan par prayukt hone wale sabdo ko sarwanam kahate hai arthat
bhasha ko prabhawshali bnane ke lie jo sabd sangya ke sthan par pryog kiye jate
hai use sarwanam kahate ahai.
Sarwanam ko sangya ke sthan par rakha jata
hai. Wakyo me Sarwanam wa sabd hai jo
kisi prashandhin aadami ki jagah par upasthit hota hai. Sarwanam kewal ek nam
nahi balki sabke nam ke bare me batati hai. Sangya ki punrukti ko bur karke lie
hi Sarwanam ka prayog hota hai:- mai,
tu, wah, aap, jo, so, kon, kya, koee, kuch aadi.
Sarwanam ki udaharn:
1.Sheeta ne gita se kaha, mai tumhe pustak dungi.
2.Sheeta ne gita se kaha, mai bajar jati hu.
3.Sohan ek acha vidhyarthi hai wah roj school jata hai.
4.Ram, mohan ke sath uske ghar gaya.
Not: waha par mai, wah our usake sangya ke sthan
par sarwnam prayukt hue hai.
Sarwanam ki bhed
Sarwanam ki bhed
1.
Purushwachak Sarwanam
2.
Nijwachak Sarwanam
3.
Nishchywachak Sarwanam
4.
Anishchywachak Sarwanam
5.
Sanbhabhwachak Sarwanam
6.
Prashnwachak Sarwanam
1.Purushwachak Sarwanam kya hoti hai: jin sabd se wyakti ka bodh hota hai
unhe Purushwachak Sarwanam kahate hai. Eska prayog vyaktiwachaka sangya ki
jagah par kiya jata hai. Jis Sarwanam ka prayog sunnewahe yani shrota, kahane
wale yani wakta our kisi our wyakti ke lie hota hai use Purushwachak Sarwanam kahate
hai.
Jaise:-
mai, tu, ham, we, aap, use, unhe, ye, wah aadi .
Comments
Post a Comment