ENGLISH & HINDI TYPING Typing sikh ne ke liye sabse jrori hota ki aap pc pe kitna samaye dete hai, jitna jyada samay dijiyega utna jyada profit hoga aapko,.. MAI ye nhi khta ki aap ko mn na kre phir bhi samaye de ,... mera ye manna hai kisi bhi kaam ko sikhne ya pura karne ke liye usme mn lagna chahiye, agar aapko mn na lage to us kaam ko na kare ya use dusre trike se krne ka kosis kijiye, Example:-- 1. gana sune kr. aap practice kare isse aap boring fill nhi kijiyega , Typing kaise sikhe:- · isse sikne ke liye aap ko phle typing master ( aap is link pe click kar ke software download kr sakte hai ) sofware download karna hoga. · maine aapko ye software ka naam isliye...